urdu shayari in hindi,urdu romantic shayari
urdu shayari in hindi,urdu romantic shayari,urdu shayari love,urdu mohabbat shayari
chand teri aankho me,na hoto pe shafk
milti julti hai,shabe gam se teri deed ab ke
dame firaak me jee bhar ke
tum dekh to lo
yah faisle ki ghadi hai jara thehar to jaao
apni bechaargi pe ro ro kar
dil tujhe yaad karta rehta hai
kum kumo ke shyha ujaalo me
jism fariyaad karta rehta hai
mere lab par koi nagma koi fariyaad nahi
log daanto me ungli dabaye hai mere jeene par
tumhara iss kadar baat baat par bigad kar
rooth kar haath chhuda kar aage badh jaana
door door reh kar sataana rulaana
anjaan bankar mujhko tadpaana
tumhe ho naa ho par mujhe yaad hai
dil tha apna jo dard ka baaees bana
nahak jamaane bhar ko gila dete hai
aankhe bichi rahi ojhhal hone talak
bade dhhet nikle guzar jaane waale
kaanto ke nashtro se khile hai chaman me phool
mausam badal gaya hai tere laala o jaar kaa
rota hoo ki aanho me asar ho lekin
aaho ka asar dekh kar ro deta hoo
dil ke liye hayaat ka paigaam ban gai
bataabiya simatkar tera naam ban gai
urdu shayari in hindi,urdu romantic shayari,urdu shayari love,urdu mohabbat shayari
tooti jo aas jal gae palko ke so chiraagnikhra kuch aur husn sabe intjaar ka
mujhe wo bajm me kaise bulaaye
mai saare sehar mai badnaam thhara
dooriyo par baithkar hasti hai sabhi dulhane
sharm ke aansu se jalte hai sehro ke makaan
hum unse mile ke jo door hue
majboor hue ranjoor hue
ab dil ka thhikaana mushkil hai
haa jaan rahegi ae man me
ae muhabbat to nibhaai jaye
shaql har shql me chaahi jaye
safar to pehle bhi kitne kiye magar iss baar
ye lag raha hai tumko bhi bhool jayenge
baat anokhi sahi magar
dard hi mila karaar mujhe
aadmi kaam me uljha hai masheeno ki tarha
kis ko fursat teri maang sajane ki
kis se pooch kar tere najdeek hue the
ab kya kahe kis se sikayat kare
gum ho gaya jo khyaalo ke sahar me
khud bhi door bheed me tanha raha wo
kaha se dhoond kar laaye ab dushmani ke liye
wah jindgi jo kati ab tak wafaao me
atthaye jaa ke wah lutfe justuju koi
jagha wah kaun si hai tu jaha nahi hota
saakh se toota hua patte lage
dil kabhi gulsan kabhi shehara lage
mujh se pooche bagair bhi aa jao
mari duniya tumhara ghar bhi hai
aajmaane ki khatir lutte rahe hum
bahut lut chuke aajmaane ki soojhi
maine to har sh sawari thi magar
teri julfo ke khamm reh gaye
kehne se lo khud ko bujha liya
ab to nahi kahoge ujaalo wo le gaye
kis kadar khaamos hai armaan ke mere hojoom
taak me hai fir bhi sab inko mitaane ke liya
Wah rut bhi aai mai fool ki saheli hui
Mehak se champakali roop se chameli hui
Dil me koi ummed na hasrat na tamanna
Kya soch kar jeene ki dua maang rahe hai
Chal nahi paaye jo,kamjor iraade vaale
Raah kagaj par banaate rahe,chalne vaale
urdu shayari in hindi,urdu romantic shayari,urdu shayari love,urdu mohabbat shayari
Ab jo kai pooche bhi to uss se kya sharah ae haalaat kare
Dil thahre to dard sunaaye dard thame to baat kare
Vahi awaaj ki kause,vahi taano ke khatoot,
Chnd nagme the jo milkar teri tasveer hue
Ye chandni ye fizaye,ye waadiyo ki bahaar
Gumaan yah hoota hai ki,rah rah ke pad rahi hai fuhaar
Tumse to kuch kalaam nahi laken ae nadeem
Mera salaam kahiyo agar namavar mile
Fir wahi talakhiye haalaat mukhar thahri
Nashe kaise bhi ho kuch din me utar jaate hai...
Dard hai khud,khud hi dawa hi ishq
Sekh kya jaane too ki kya hai ishq
Bulbul ke karobaar pe hai khanda haay gul
Kehte hai jisko ishq,khalal hai dimaag ka
Hamne jaana tha likhega,tu koi harf e meer
Par tera naam to ik shauk ka daftar nikla
Yaade maaji ajaab ha ya rab
Chhen le mujhse haafja mera
Jo tamanna dil me thi wo dil me ghutkar reh gai
Usne poocha bhi nahi hamne bataya bhi nahi
Mujhe raashte ki mushkile aisi pasand aai
Ki so so baar jaakar fir palat aaya hoo manzil se
Musafir hai ham bhi musafir ho tum bhi
Kisi mod par fir mulakaat hogi
Tum me kuch baat aisi hai jo kisi me nahi
Yu to auri se bhi dil hamne laga rakha hai
Kashtiya sabki kinaare pe pahuch jaati hai
Nakhuda jinka nahi unka khuda hota hai
Khuda kare manzar intzaar ka na mite
Mere sawal ka wo de jawab barso me
Mai jab bhi unke khyaalo me doob jata hoo
Koi kuch bhi kahe bura lage hai mujhe
Sabnami raat ko jhhutlaao mat
Yu sitaaro se bhatak jao mat
Path me kante hai to chubhenge hi
Ek kaante se atak jaao mat
Raat aati hai raat jaati hai
Baat aati hai baat jaati hai
Ma kisi bhi pal nahi jee paati
Jindgi yu hi beet jaati hai
Bina saaj har raag adhura sa lagta hai
Mehndi bina suhaag adhura sa lagta hai
Milne par yadi aankho me aansu na aaye
Mujhko wo anuraag adhura sa lagta hai
Jisne bhi kajal se aankh dhulaai hai
Jiaki sudhi ne soi peer jagaai hai
Satrangi jeevan me dono apraadhi hai
Jisne thokar di hai,jisne thokar khaai hai
Kashti ka khaamosh safaf hai
Shaam bhi hai tanhaai bhi
Lehro ki shahnaai bhi
Aaj mujhe kuch kehna hai
Aaj mujhe kuch kehna hai
Ye ishq bhi wo aatish hai galib
Ki lagaye na lage bujhaye na bujhe
Ham bhi dushman to nahi hai apne
Gair ko tujhse muhabbat hi sahi
Jhhota waada hi sahi dil to bahal jata hai
Varna ham aapki is haa ko nahi jaante kya
Bak raha hoo junoon me kya kya kuch
Kuch na samjhe khuda kare koi
Khat aaya hui dil ko tasalli lekin
Dil tadapne laga jab yaad tumhari aai
Yu samajh lo ki unki yaad unka tasuvvar
Unka khyaal kat rahi hai,jindgi aaraam se
Hum unka ishq kya, unke gam ke bhi nahi kabil
Ye unki meharbani hai jo vo aisa samajhte hai
Ek judaai ka lamha ki jo marta hi nahi
Log kehte the ki sab waqt guzar jaate hai
Yakeen to hai ki wo khat ka jawab likhenge
Magar lag jeese kishmat kisi ko kya maloom